Tally download kaise kare.

Tally Software ko Windows OS me Download karne ke liye apko Fire Fox Software ko open karna he. fir dosto few steps ko follow karna he or tally apke computer me download ho jayega to dosto start karte he.
tallyseekhe

 

 


tally ERP 9 Release (GST) ko Install kaise kare.

step: 1-dosto tally ka latest GST version download karne ke liye apko www.tallysolutions.com me click karna hogo ya ap google me tally solution typke karke search kar sakte he. 
tally Gst kaise download kare

 










 step: 2-click download


tally download kare
 







step: 3-dosto fir apko download for later me click karna hota he.
 









step: 4-then save ka dilog box open hoga apko save file me click karna hoga.
tallyseekhe

 

step:5-tally ki setup.exe file  80-90 MB hogi downloading me time lagega.
tallyseekhe


 



step:6-then firefox me downloads me click kareke

step: 7-setup.exe file me click kare
tallyseekhe downlaod









step: 8-then apke Screen me User Account Control ka dilog box open hoga isme tally ko C drive me Install ke liye apse permission allow karni he. isme ap Yes me click kare. 

tallyseekhe
 














step: 9-then apko fir Install me click karna he.dosto tally installation start ho jayegi.

tallyseekhe
 










then complite hone per tally apka open ho jayega.
or start  me and desptop me tally ka icon dikhayi dega. jisme click karke ap tally ko open kar sakte he.

tally seekhe











step: 8-dosto ap apko Tally ko ager Learning (seekhane) ke liye start karna he to
work in Educational Mode me Enter press kare.


tallyseekhe in hindi









dosto is terah se ap apne computer me tally software ko Easily downlaod kar sakte he. aper apne tally ka use apne company ke liye karna he to apko iske liye tally ka license Purchase karna hoga jiske ab ap Activate Your  license me Click karke apna Serial No. Email Id fill karke kam kar sakate he.

dosto agear aap Tally ko download    se releled kuch or puchhana chhahte he to comment ke madhyam se puch sakte he.
           ap facebook page ke madyam se bhi humse jud sakte he.

6 टिप्‍पणियां:

ham jald hi apko replay karenge