Assets kya he
Assets:- Assets means hindi me sampatti hota he. lekin accounting Language me hum ise Assets bolete he. yahi Assets we vastu jo hamare business ko banaye rakhti he. yani jinka use hum apne business ke liye karte he.
Example ke liye:- Building, furniture, goodwill, stock,
bank balance,
Assets ko accounting me 2 bhag me divided kiya gaya he.
1- Non current Assets
2- Current Assets.
To dosto jante he. Noncurrent Assets ke
bare me.
Noncurrent Assets kya he
Noncurrent
Assets:- dosto Noncorrent Assets wo Assets he. jinka use hum
apne Businesss ke lenden ke liye nahi karte he yani in Assets ka use hum apne
ki liye karte. Is Assets ki samay seema 12 month se adhik hoti he.
Example:-
1-Land, 2- building, 3-Plant and Machinery, 4- Furniters
Dosto ye jo Noncurrent Assets he. we hum
12 month ya 1year se jyade time ke liye use karte he. likin un Assets ko hum money
me convert nahi karte he. lekin unhe hum Accounting dekhate jarur he.
Like use humne business ke liye land
karida he. jis per hamne company banayi he. or fir company use ke liye
furniture kharide he. jo ki hamari company ke pass 1year se jyada time ke liye
use hogi.
Dosto Noncurrent Assets me fixed Assets
hoti he.
1- Fixed Assets
Fixed Assets kya he.
Fixed Assets:- Dosto naam se pata chal jata he ki fixed
Assets we Assets he jo hamare business ko lambe time tak banaye rakh ne me
maddat karte he. yani long time tak hamare business ko bayane rakhate he.
Example
1. 1-Land,
2- building, 3-Plant and Machinery, 4- Furniters
Dosto fixed Assets ko do bhago me devided kiya gaya.
1. Tangible Assets 2:-Intangible Assets
Tangible Assets Kya he.
Tangible Assets:-
Tangible ko hindi me “vastavik” yani ki hum usse chu or dekh sakte he. dosto
jin Assets ko hum dekh wo chhu sakte he. un Assets ko hum Tangible Assets kahte
he.
Example:-
1-Land, 2- building, 3-Plant and Machinery, 4- Furniters
Dosto ab jante he
Intangible Assets Kya he.
Intangible
Assets:- Intangible ka hindi me meanging “Aispust” hoti he. yani
dosto ve Assets(sampatti) jinhe hum deh wo chho nahi sakte he, likin mehsus kar
sakte he. dosto esi Assests kya hogi business ko jo banaye rakhti he likin hum
usse dekh wo chho nahi sakte he. to jante he Intagible Assets ko hum is Example
se!
Example:- 1-
Goodwill, 2-Copyright, 3-Trademark 4-patent,
5-services
Dosto Intangible Assets ka sabse Achha Example Goodwills
he. jiska hindi me meaning “khati” hota he. to jante he.
Goodwill kya he.
Dosto hum jante he jis-jis madyam se hum money earn kar
sakte he. wo hamara business ban jata he. goodwills ko samajne ke liye hum school
ka example lete he.
2 school he. ek A,
dusra B. jaha par same qualification ke teacher he. fir bhi B school me A school se jayda student
admission lete he. or B school ki earning A se jayda hoti he.
Is karan he B schoole me teachar ka behaviour friendly
he. or us school ka result bhi acha he. ise B school ki Goodwill kaha jata he. jise hum dekh wo chhu nahi
sakte, kewal mehsus kar sakte he. isi parkar jante he.
Dosto hum next post me jannege ki
Sir patents kya hota hai
जवाब देंहटाएंThanx
जवाब देंहटाएंAap ne current assets nahi bataya kya hota h?????
जवाब देंहटाएंAnwar RAza Click thish and Learn Current Asstes Current Assets
जवाब देंहटाएंThank you sir for sharing these knowledges in hindi language.
जवाब देंहटाएंYou are welcome
जवाब देंहटाएंThe given information was very excellent & Great tips, and awesome way to get exert tips from everyone, not only i like that post all peoples like that post, because of all given information was wonderful and it's very helpful for me.
जवाब देंहटाएंAsset Management Software
Asset Tracking Software
IT Asset Management Software
Fixed Asset Management Software
Asset Management Software Dubai
Thanks for sharing, Visit Vakilsearch site to Capital Gain Tax
जवाब देंहटाएं