Liabilities
kya he tally Accounting
Liabilities ka hindi me meaning hota he. “dayitw” or
“jimmedari” jise humne pura karna ya nibhana hota he.
Is tarah se Tally Basic Accouting me Liabilities hoti
he. yani Liabilites mean business me esi
jimmedari jiska bhugtan karna hota h
Example :- loan from bank, debenture, creditor, capital
Example :- loan from bank, debenture, creditor, capital
Capital kya he?
Capital mean hindi me “poojin” hota he. yani ki capital mean
wah rashi jise business ka founder(malik) business start karne ke liye company
me lagata he. ye capital founder ki apni money bhi ho sakati he or total assets Ki amount Ke barabar bhi ho sakti he
Kaise Capital tally Accounting me ek Liabilities he?
Dosto hum is topic ko ek Example se acchi tarah se samaj
sakte he.
“A” ek business start karta he cloth sale shop ka. Yaha per
cloth sale shop ek company he jiska naam he “ AC shop” to dosto company ka naam
ho gaya “AC Shop” or company ke founder ka naam ho gaya “A”.
“A” ne business start
karke Amout 1 lakh ki capital apne compay “AC Shop” me lagayi he.
kyo ki hume pata he. ki “A” or “AC shop dono agal agal he.
jo yaha per business me “AC Shop” ki laibilites banti he ki wah company ke founder “A” ko 1lakh ka bhugtaan kare.
Tally Accounting me Liabilities ko 2 type me divided kiya gaya he.
Non Current Liabilities 2. Current Liabilities
Non Current Liabilities kya he.
Noncurrent Liabilities:-
business me esi Liabilities jinka bhugtaan 12month ya 1year se jyada
time me karte he we Liabilities Noncurrent Laibilies he. Tally me hum use loans (Liability) Ke naam se jante he
Noncurrent Liabilities ke Example
Example:- 1.Loan from Bank 2.debenture 3.Long term Loan
Loan from Bank kya he.
Business ke liye Bank se loan lena
and uska bhugtaan Bank ko 1year bat Bank ko karte he. Is tarah se Bank from
Loan liabilities hoti he.
Long term Loan kya he.
Is tarha se wah Loan long time ke
liye bank se lete he. like us Bank se humne loan liya jiska bhugtaan hume 5year
time tak karna he.
Debenture kya he?
Debenture ka hindi me meaning
“udhar patr” or “rin patr” hota he. jab dosto company ka founder kisi or
company se loan lene jata he. to wah
company apko bond fill up karkar ek debenture issue karati he. Jiska bhugtan
kiya jata he.
Dosto Noncurrent Liabilities ko long term
Liabilities bhi kaha jata he.
I really like your site. You write a lot of good.
जवाब देंहटाएंthanks tally Services
जवाब देंहटाएंnice sir
जवाब देंहटाएंthanks sir
जवाब देंहटाएंGOOD KNOWLEDGE
जवाब देंहटाएंthanks all
जवाब देंहटाएं