tally Banking-deposit slip printing hindi

Dosto tally ke Banking Option me abhi tak hamne Cheque Printing, Cheque Register, Bank Reconciliation tak seekh chuke he is post me hum Deposit Slip, or Payment Advice ko print karna and Post Dated Sammery ko Janege lekin Isse Pahle ek bar hum inke bare me Jan lete he.
tally in hindi
Deposit Slip:- Jab ham apne bank me Cash or Cheque Jama karte he to bank hame Cash or Cheque jama karne ke liye ek tarah ki slip deta he Jis me Hame Apne Jama wali amount ka vivran fill karna hota he. Jise Deposit slip kaha jata he. tally me Bhi is slip ko deposit slip kaha jata he. tally me Ye Slip Bank Deposit wali Transaction karte samay create ki jati or Deposit Slip ko Tally me BaNking ke option me jakar print kiya jata he. or fir use bank me cash or cheque deposit ke samay jama kiya jata he. tally me Deposit slip 2 type ki hoti he.
1-Cash Deposit Slip
2-Cheque Deposit Slip
tally in hindi

Cash Deposit Slip:-dosto jab hum Bank me Cash Deposit karte he Us time hame Deposit Slip me apne Deposit Dhanrashi (Money) ka Vivran dena hota kashkar Noto ke bare me. Tally me bhi Bank me Cash deposit Entry me bhi hame Transection ki Amount me Noto ka vivran fill karna padta he.Jise hum Deposit Slip kahte he.Tally me hume is Deposit Slip ka printout nikalne ka option milta he. jiski madad se hum bank or office ke liye Deposit Slip ki hard copy nikal sakte he.

Cash Deposit Slip Print kaise kare Tally me ?

Deposit Slip ko print karne ke liye apko tally me cash Deposit in Bank ki Entry karni hogi jisme me apko Depojit Amount me noto ka vivran fill karna hoga.
For Example: Cash Deposit in Bank a/c 5000 (2000x2, 500x2). (Voucher contra F4)
Entry complete ke bad some step follow karte he Cash Deposit Slip print karne ke liye.
Step:1-BaNking Option ke
Deposit Slip me Enter kare fir Cash Deposit Slip me Enter kare  or Bank A/c ka Ledger select jaha per cash Deposit karna he fir
Step:2-space button press karke us transection(cash deposit wali) ko select kare.
iske bad Alt+P (Print ke liye) press kare
Step:3-Print Preview Dekhne ke liye  Alt+I press kare.
Step:4-Then A press kare agar apka tally Education mode me he to Date of Printing me Month ki 1 or 2 date fill kare. Enter Enter press kare.
Step:5-Print ke liye A press kare
The Print ke liye A Press kare.
tally Banking

Zoom me click karke Banker's Slip Copy or Customer Slip ka vivran dekhe
tally learn in hindi
or print out nikanle ke liye

Step:6-Print me Click kare.

apke printer se printout nikal ayega.

tally in Hindi banking cheque print

Cheque Deposit slip:- Jab hamari company Cheque ke madyam se Amount Received karti he to us cheque ki details ko Deposit Slip me fill karke Use apne bank a/c me jama kar deti he. Tally me jab hum Cheque Received ki Entry karte he to Cheque ki details fill karne ka option Ata he jisme ham ne  Cheque Slip ka print out nikalane ke liye Cheque ki details fill karni hoti he. Tally me hame bank me Cheque deposit karne ke liye Cheque Deposit Slip print out ka bhi option milta he.

Cheque Deposit Slip kaise print kare.

Deposit Cheque  Slip print karne ke liye hume tally me Cheuqe Deposit Transaction ke Ek Entry karni hogi jisme hame Deposit Cheque ki details fill karni hogi.
For Example: Cheque Recieved from Debtor Amount 2,000.00(Receipt vocher F6 or F7 Journal voucher F7)
Entry complete ke bad some step follow karte he cheque  Deposit Slip ko print karne ke liye.
Step:1-BaNking Option ke
Deposit Slip me Enter kare fir Cheque Deposit Slip me Enter kare  or Bank A/c ka Ledger select jaha per Cheque Deposit karna he fir
Step:2-space button press karke us transection ko select kare.
iske bad Alt+P (Print ke liye) press kare
Step:3-Print Preview Dekhne ke liye  Alt+I press kare.
Step:4-Then A press kare agar apka tally Education mode me he to Date of Printing me Month ki 1 or 2 date fill kare. Enter Enter press kare.
Step:5-Print ke liye A press kare
The Print ke liye A Press kare.
Tally in Hindi

Zoom me click karke Banker's Slip Copy or Customer Slip ka vivran dekhe
tally seekhe

or print out nikanle ke liye

Step:6-Print me Click kare.
Jise ham ab cheque ke sath apne bank a/c me jakar jama kar sakte he.

            dosto iske bad tally me hame Payment Adivice ka option milta he to Jante he
kare
Cheque

Payment Advice:-Dosto Pyment Advice ke Option ko Janne se Pahle hum Payment Advice kya hota he Ise jaan lete he.Payment Advice ek Un (Vyektiyo)person ki payment list hoti he jinhe hamare bank ke dwara Bank ke madhyam se payment Diya jana  he.

Isse age hum apni Banking ki agli post me janege
Payment Advice or Post date Summery 
To Be Continue....................  
 ap facebook page "tallyseekhe" ke madyam se bhi humse jud sakte he.

3 comments:

ham jald hi apko replay karenge